mop mini workshop

mop mini workshop

Aaj humne mop mini workshop ke day 6 ko meeting ko join kiya usme humne sdg goals number 4 ke bare me samjha aaj ki meeting me 14 members the aaj humne jana ki hum kaise is per work kar sakte h aajkal apko apne baccho ka acche school me addvision karana ho to pranents ka bhi educatued hona jaruri hota h tabhi bacche ka acche school me addvision hota h per ye jaruri to nhi ki jiske pranents educatued na ho woo acche school me study nhi kar sakta hame isko rokna hoga taki kisi bhi bacche ke sath galat na ho sabhi baccho ko haak hota h ki unhe acche education mile or unke is haak ko kisi ko bhi chenne ka haak nhi h. Today education is very important part of life. #projectsankalp #goodeducation #bsgindia #bsgmp
Number of participants
14
Service hours
28
Topics
Youth Programme
Legacy BWF
SDGS

Share via

Share