Life On Land
Aaj mne sdg goals me life on land wale goals per work kiya or is garmi ke mausam me apni chhat or aas pass pakshiyo liye paani or khana rkha jisse bo ache se rhe..
Hum kahi na kahi ye bhul jaate h k bo bhi is environment ka hissa h toh meri app sbhi se request h ke sabhi apne aas paas pakshiyo ke liye khana or paani rkhe...
#scout4sdg
#lifeonland
#messsangersofpeace
#sankalpbyscoutguide
#bsgindia
#bsgmp