Mask makes and distribution
"Covid-19" ke doran mask banakar jaruratmand logo ko vitran kiye gye,sathhi korona mahamari ke parti logo ko sachet kiya gya va mask ki anivaryata batayi gyi. Is doran lagbhag 500 mask vitran kiye gye. Yah karykarm shriman C.O. jhunjhunu ke nirdeshan me kiya gya.