Mask make and distribution
Covid-19 ke dauran mask banakar logon mein vitran kiye Gaye sath hi logo ko mahamari se bachne ke lia jagruk kiya gya. Yah karya Shriman C.O. Jhunjhunu ke nirdeshan mein kiya Gaya. Is dauran lagbhag 500 mask banakar jaruratmand logon Ko vitran kiye Gaye.